1. Andhra Pradesh: Andh, Sadhu Andh, Bhagata, Bhil, Chenchus, Gadabas, Gond, Goundu, Jatapus, Kammara, Kattunayakan, Kolawar, Kolam, Konda, Manna Dhora, Pradhan, Rona, Savaras, Dabba Yerukula, Nakkala, Dhulia, Thoti, Sugalis. Trick to remember: Andhere Pradesh mein ek Nayak ki jaroorat hai. Jackie Chen(chenchus) Nayak( Kattunayakan) hai. Wo ek village se Sugandha(sugalis) ko Kundi (konda) todkar horse pe Savari kar k Bhaga(Bhagata) le gya to Village k Pradhan ne War(kolwar) shuru kar di kyuki Jackie Chen dusri Jati (Jatapus) k hai. Raste mein Jackie Chen ko ek Andha Sadhu Dhoti (Thoti) pehne hue Dhul (dhulia) mein gira hua milta hai. Andhe Sadhu ki kamar(Kammara) mein dard tha jiski wajah se wo RONe (Rona) laga. Jackie Chen ne apne DABBe (Dabba Yerukula) mein se Bhel Nikal( Bhil, Nakkal) kar Sadhu ko khane ko di. Badle mein Sadhu ne Jackie Chen ko ek Kalam (Kolam) gift ki aur Mann(Manna Dhora) me...
Comments
Post a Comment