Skip to main content

Tribes in India(Tricks to remember Tribes in India)

1. Andhra Pradesh:
Andh, Sadhu Andh, Bhagata, Bhil, Chenchus, Gadabas, Gond, Goundu, Jatapus, Kammara, Kattunayakan, Kolawar, Kolam, Konda, Manna Dhora, Pradhan, Rona, Savaras, Dabba Yerukula, Nakkala, Dhulia, Thoti, Sugalis.

 Trick to remember:
Andhere Pradesh mein ek Nayak ki jaroorat hai. Jackie Chen(chenchus) Nayak(Kattunayakan) hai. Wo ek village se Sugandha(sugalis) ko Kundi (konda) todkar horse pe Savari kar k Bhaga(Bhagata) le gya to Village k Pradhan ne War(kolwar) shuru kar di kyuki Jackie Chen dusri Jati (Jatapus) k hai. Raste mein Jackie Chen ko ek Andha Sadhu Dhoti (Thoti) pehne hue Dhul (dhulia) mein gira hua milta hai. Andhe Sadhu ki kamar(Kammara) mein dard tha jiski wajah se wo RONe (Rona) laga. Jackie Chen ne apne DABBe (Dabba Yerukula) mein se  Bhel Nikal( Bhil, Nakkal) kar Sadhu ko  khane ko di. Badle mein Sadhu ne Jackie Chen ko ek Kalam (Kolam) gift ki aur Mann(Manna Dhora) mein dhanyawad dia aur GOD(Gond, Goundu) ki blessing di.

2. Arunachal Pradesh:
Apatanis, Abor, Dafla, Galong, Momba, Sherkdukpen, Shingpho.

Shahrukh ki patni  (Apatani) Arunachal Pradesh gayi h. Waha wo Bore (Abor) ho rahi hai  to Mumbai(Momba) se Shahrukh(Sherkdukpen) apni Patni (patani) k liye ek long (Galong) gana  Phone pe Sing(Shinhgpho) karta hai and Dafli(Dafla) bajata hai.

3. Assam:
Chakma, Chutia, Dimasa, Hajong, Garos, Gangte, Khasis

Assam mein Gora (Garo) Gangster(Gangte) Choti (Chutia) rakhta hai. Wo sabko Chakma dekar ek Hare bhare Jungle(Hajong) mein Khas (Khas) jagah chhupa hai.

4. Bihar:
Asur, Baiga, Birhor, Birjia, Chero, Gond, Parhaia, Santhals, Savar

Bahar(Bihar) mat jao Bahar Asur hai. Bag (Baiga) leke bacche Parhai(Parhaia) karne school ja rahe the to unhe Asuro ne Charo(Chero) taraf se gher lia. Tab God(Gond) ne Veer(Birhor, Birjia) Santo(Santhals) ko unhe bachane k liye bheja.

5. Chhattisgarh:

Agaria, Bhaina, Bhattra, Biar, Khond, Mawasi, Nagasia

Chhattisgarh mein Chhattis kund(Khond) hai jinme Nag(Nagasia) rehte hai. Agar(agaria) koi Maweshi (Mawasi) Kund ke Bhitar(bhattra) jata hai to wo Bahar (Biar) nahi ata.

6. Goa:
Dhobia, Dubia, Naikda, Siddi, Varli

Goa mein Samudra mein Dubki(dubia) lagane k baad Vardi (varli) gandi ho gayi to Vardi Dhobi ko de di. Iske baad Siddhi Vinayak k darshan karne k liye Mumbai chale gaye.

7. Gujarat:
Barda, Bamcha, Bhil, Charan, Dhodia, Gamta, Paradhi, Patelia

Gujarat mein Vallabh Bhai Patel(Patelia) ji ka Janm hua. Patel ji ne Gomata(Gamta) k Charan Dho Diye(Dhodia). Uske baad Barah(barda) Baccho(bamcha) ko Bhel(Bhil) baant kar unhe paradhai(Paradhi) karne ka liye school bhej dia.

8. Himachal Pradesh:
Gaddis, Gujjars, Khas, Lamba, Lahaulas, Pangwala, Swangla.

Himachal mein barf padti hai. Thand se bachne k liye Saag(Swangla), Gajar (gujjar) and Lahsun (Lahaulas) ka soup peena chahiye nahi to Khasi(Khas) lag jayegi. Bahar thand hai isliye jada Panga(Pangwala) ni lena chahiye aur kamre mein Gaddi (Gaddis) mein Lamb (Lamba) ke wool ki kambal k andar rehna chahiye.

10. Jammu & Kashmir:
Bakarwal, Balti, Beda, Gaddi, Garra, Mon, Purigpa, Sippi.

Jammu & Kashmir mein bahut bakriya(Bakaral) hai. Monday(Mon) ko Sipahi(Sippi) Gadi (Gaddi)mein ek Badi(Beda) Balti (Balti) mein Puri(Purigpa) bhar k le ja raha hai. Lekin raste mein Bakriyo ne rasta jam kar dia. Rasta se bakriyo ko hatane ke liye Sipahi ne thodi Puri bakriyo k aage Gira(Garra) di.
Image result for jammu kashmir goats

11. Jharkhand:
Birhor, Bhumij, Gond, Kharia, Munda, Santhal, Savar.

Jharkhand ki Bhumi (Bhumij) mein Jungle hai. Iss Bhumi ki Khairiyat (Kharia) k liye God(Gond) ne ek Veer(Birhor) Munda (Munda) bheja hai jo horse ki Savari(Savar) karta hai aur jiske pass Santo(Santhal) ki blessings hai.

12. Karnataka:
Adiyan, Barda, Bhil, Gond, Iruliga, Koraga, Patelia, Yerava.

Karnataka mein Natak chal raha. Isme Aruna Irani(Iruliga) and Amisha Patel(Patelia) acting kar rahi hai. Movie mein Aruna and Amisha apne Yaaro (Yerava) k sath mil kar God(Gond) ki pooja karti hai and sab Gundo ki Haddiyan(Adiyan) todti hai. Iss movie k liye dono ko Barah (Barda) Crore (Koraga) rupees mile hai.

13. Madhya Pradesh:
Baiga, Bhil, Bharia, Birhor, Gond, Katkari, Kharia, Khond, Kol, Muria

Madhya Pradesh k madhya mein Coal(Kol) ki khadaan hai. Jungle ko Katkar (Katkari) and Khadaan Khod (khond) kar mafia log Coal chura rahe hai. Jungle and Khadaan ki Khairiat (Kharia) k liye God (gond) ek Veer (Birhor) ko ek Bhaari(Bharia) Bag(Baiga) k sath bhejte hai. Bag mein Bhel(bhil) and Muri(Muria) hai.

14. Maharashtra:
Bhaina, Bhunjia, Dhodia, Katkari, Khond, Rathawa, Warlis

Maharashtra mein Bhai (bhaina) sabko kat(katkari) raha hai aur unhe zameen Khod(khond) kar dafna raha hai. Bhai ka Bhanja (Bhunjia) jo Bhai ka Waris(warlis) hai, Rath(Rathawa) mein baithkar ata hai. Rath se utar ker wo Bhai k pair Dhota (dhodia)hai.

15. Manipur:
Aimol, Angami, Chiru, Kuki, Maram, Monsang, Paite, Purum, Thadou

Manipur mein Money (Monsang) hai. Money hai to sab apke sang hai. Money wale log Pure Rum(purum) peet hai. Pure Rum (purum) mein agar Thoda (thadou) Amul (Aimol) milk mila k piyoge to ye saare Ang (Angami) kharab kar dega and Pait(*stomach)(Paite) ko Chir (chiru) dega jisse insaan Mar (maram) sakta hai.

16. Meghalaya:
Chakma, Garo, Hajong, Jaintia, Khasi, Lakher, Pawai, Raba.

Megha means Badal or cloud. India mein Badal hamesh Chakma(Chakma) dete hai, garajkar nahi baraste. Is liye a Gora (Garo) Jain(jaintia) ek Hare Jungle(Hajon) mein apne charo taraf Lakeer(Lakher) kheenchkar ek Paw(Pawai) par khada hokar Rab(Raba) se barish k liye ek Khas (Khasi) karta hai.

17. Mizoram:
Chakma, Dimasa, Khasi, Lakher, Pawai, Raba, Synteng.

Mizoram mein chor ne Dimag (Dimasa) lagaya and Moze (Socks) mein Rum Chhupa k sabko Chakma(chakma) de dia. Rum pi kar chor ne apni Khasi (Khasi) theek ki. Phir usne apne Paw (Pawai) se Lakeer (Lakher) kheechi and uske andar baithkar apne Rab (Raba) ka naam liya and Satsang(Synteng) karne laga.

18. Nagaland:
Angami, Garo, Kachari, Kulki, Mikir, Nagas, Sema

Nagaland mein Seema (Sema) rehti hai. Seema ka rang Gora (Garo) hai. Seema k ghar k bahar Kachra (Kachari) hai. Kachre mein Makri (Mikir) and Nag (Naga) hai. Agar Makri and Nag ne kaat liya to body k Ang (angami) kharab ho jaenge.

19. Odisha:
Gadaba, Ghara, Kharia, Khond, Matya, Oraons, Rajuar, Santhal.

Odisha mein bahut se mandir hai. Gaddha (Gadaba) Khod (Khond) kar usmein se Mitti (Matya) nikalte hai jisse Mandir and Jagannath ki murti banayi jati hai. Iss murti ko Rath yatra k din nikalte hai. Odisha mein sabki Khairiat (Kharia) ke liye Rath Yatra nikalte hai. Iss rath yatra mein Raja (Rajuar), Sant (Santhal), Auratein (Oraon) sabhi hissa lete hai. Sabhi Ghar (Ghara) mein TV par iska prasaran hota hai.

20. Rajasthan:
Bhils, Damaria, Dhanka, Meena, Patelia, Sahariya.

Rajasthan mein Rajao ke bahut sare forts hai. Fort mein  Raja bahut sara Dhan (Dhanka) rakhte the. Ameesha Patel (Patelia) apni Saheli (sahariya) Meena(meena) Kumari ke sath fort ghum rahi hai. Ameesha ke hath mein Bhel (bhil) hai and Meena ke hath mein ek Damru (Damaria).

21. Sikkim:
Bhutia, Khas, Lepcha.

Sikkim mein ek Khas (Khas) Bhootia (Bhutia) sikka hai. Uss Sikke ko jo chhuta hai usse Bhoot Lipat (Lepcha) jata hai.

22. Tamil Nadu:
Adiyan, Arandan, Eravallan, Irular, Kadar, Kanikar, Kotas, Todas.

Tamil Nadu main Tamil Movies dekhte hai. Tamil movies ka villain ek ankh se Kana (Kanikar) hai. Wo kisi ki Kadar (Kadar) nahi karta.  Hero Ek Belan and ek Ruler (Irular) se Villain (Eravallan) ko Kut(Kota) kar uski Haddiyan (Adiyan) Tod (toda) deta hai.
Image result for one eyed villain india

23. Uttarakhand:
Bhota, Buksa, Jannsari, Khas, Raji, Tharu.

Uttarakhand mein Uttar disha mein Thori (Tharu) dur ek Khas (Khas) type ka Baksa (Buksa) rakha hua hai. Uss Bakse mein ek Raja (Raji) ka Bhoot(Bhota) hai. Jo uss bakse ko kholega Bhoot uski Jaan (Jannsari ) le lega.

24. Tripura:
Bhil, Bhutia, Chaimal, Chakma, Halam, Khasi, Lushai, Mizel, Namte.

Tripura mein ek Khas (Khasi) Trishul hai jiske niche ek Bhootia (Bhutia) Hall (Halam) hai jisme sabko Chakma (Chakma) dekar Missile (Mizel) chhupai hai. Uss hall mein baithkar Luv Kush (Lushai) Ram ka Naam (Namte) lete hai and Bhel (Bhil) aur Chai (Chaimal) lete hai.

25. Uttar Pradesh:
Bhotia, Buksa, Jannsari, Raji, Tharu.

Same as Uttarakhand.

26. West Bengal:
Asur, Khond, Hajong, Ho, Parhaiya, Rabha, Santhal, Savar.

West Bengal Mein Bengalis ka Home (Ho) hai. Hare Jungle mein ek School hai jaha Bacche Parhai (Parhaiya) karne jate hai. Raste mein Baccho ko Asur (Asur) 

Comments

Popular posts from this blog

Interior of Earth

The Earth have following layers: 1. Crust 2. Mantle 3. Core Crust is the uppermost layer of the Earth. Its total thickness varies from 30-50 km. Its main constituents are Silicon and Aluminium and hence also called SIAL . There are 2 types of Crust- Continental and Oceanic. Continental Crust is thicker than Oceanic Crust. Thickness of Continental crust varies from 50-70 Km and that of Oceanic crust varies from 5-30 Km. Crust is further divided into Upper and Inner Crust. The discontinuity b/w Upper and Inner crust is known as Conard discontinuity. Below the Crust, the Mantle extends  to a depth of 2900 km. The main constituents of Mantle are Silicon and Magnesium and hence it is also called SIMA . It is further divided into Upper and lower mantle.  Together the Crust and upper part of Mantle which is in solid state, form ' Lithosphere '. Lithosphere floats over a highly viscous substance called Asthenosphere . Asthenosphere is main source of magma. The discontin

Geomorphology: Mountains

NOTE: Magma is molten rock below Earth's crust. Lava is magma that has reached the earth's surface. A mountain is a large landform that stretches above the surrounding land in a limited area, usually in the form of a peak. Types of mountains: 1. Fold Mountains: They are formed when two continental plates or one continental and one oceanic plate move towards each other at a convergent plate boundary. When the two plates collide the sedimentary deposits along the edges of Continental plates are forced to fold and hence folded mountains are formed. e.g. Himalyas. 2. Block mountains: They are formed due to faulting. They are not true mountains as they are formed by differential settlement of land mass. There is no actual upliftment taking place as in case of fold mountains. Middle part of any land mass gets  lowered resulting into relatively raising of adjoining landmasses or Lowering of landmasses on either sides resulting into relatively raising of middle landmass. B